shabdon se kuch khilwaad ek saaal pahle likhi thi... ek baar aur itihaas duhara gayi apne aapko .... will definately change this in hindi script soon...............
lakadiyo se bunti
ek ke upar ek sej sa
chita sajti hain
aur un par padi hain
ek antim kriya ke apechaa main
ashanti se pare
dhadak uthane ki
ek nirjiv sa sharir
yun aaaj kahin
anginat lakadiyon se saji
chita hum bhi saja aaye..
lakadiyan bhi kaisi
kuch apechhaawon se tript
kuch ghrinawon main lipt
koi jhoothi aashowon main saji
har taraf nirashawon ki
foos main dhaki
ek ke upar ek rakhi
anginat lakadion se
saji hui hai aaj
ek aur chita..
tadap rahi hain aaj
meri ichhawon ke sharir ko
swapnon se azad
karne ki chahat main
mukh main aag de
jala daalne ki chah main
anginat se log
anginat se karm
anginat se haath
sochta hun kyun
saja aya main
aaj apni hi chita
kyun saja aya main aaj
apne aap ko
dhadhaka denewali ek chita...
nirjiv sa to kayi kaal se tha
abhi hi jeevan ko barish ki
kuch bundo ne nahalya tha
makhmali chandani main
kayi baar haal hi main sehlaya tha
aashwon ki motiyan to
ab hi peeroyee gayi thi
nanhi si mehendi si
saji kisi ungliyon ne
humey thama tha
jeevan to bus aaj hi jaga tha
nirjiv sa main to
sadiyon se pada tha
fir kyun khud hi sajaya main aaj
apne hathon se apni chita..
sochta hun
vyakul ho bhagta hun
chadar main pade sharir ko
anekon baar dhyaan se dekhta hun
safed si un chadaron main
anginat si vyatha thi
kaate huey kayi mithya ki dimak thi
lahu luhan huey kayi par ichhaye thi
rakta se saje kayi apechhaye thi
par lobh ne humey kata tha
tuchh si ees shari ko kayi
logon ne banta tha
dekh kar aaj thithoor sa gaya
ruk kar ab main bhi maan gaya
mithya si lipt
jarjar ees sharir ka yahi anjam hai
lakadiyon se saji chita main
dhadak jaane ki sahi anjam hai
par haan aaj jis ne
jeevan ko dikhaya hai
ees janm main nahi to
punar janm main hi,
jeevan ke pane ka
ab ek hath pran banaya hai
aaj saji chita ko maine
swechha se gale lagaya hai..
aaj sab kuch chod main jal jawunga
par kabhi eeswar se
yeh sawal puchhunga
jab thi kuch pal hi khushiyan
nanhi si jholi main
to kyun mujhe yun mili...
chita tak pahunchne ki raah main
dhadak jaaane ke kuch purv main
aaj main apni chita
khud hi saja aya hun
khushiyon ko sharir main fulon sa saja aya hun
jeevent si sharir ko parthiv bana aya hun
aaj main apni chita khud se saja aya hun.....
....... ek dard ke baad 31/10/11
lakadiyo se bunti
ek ke upar ek sej sa
chita sajti hain
aur un par padi hain
ek antim kriya ke apechaa main
ashanti se pare
dhadak uthane ki
ek nirjiv sa sharir
yun aaaj kahin
anginat lakadiyon se saji
chita hum bhi saja aaye..
lakadiyan bhi kaisi
kuch apechhaawon se tript
kuch ghrinawon main lipt
koi jhoothi aashowon main saji
har taraf nirashawon ki
foos main dhaki
ek ke upar ek rakhi
anginat lakadion se
saji hui hai aaj
ek aur chita..
tadap rahi hain aaj
meri ichhawon ke sharir ko
swapnon se azad
karne ki chahat main
mukh main aag de
jala daalne ki chah main
anginat se log
anginat se karm
anginat se haath
sochta hun kyun
saja aya main
aaj apni hi chita
kyun saja aya main aaj
apne aap ko
dhadhaka denewali ek chita...
nirjiv sa to kayi kaal se tha
abhi hi jeevan ko barish ki
kuch bundo ne nahalya tha
makhmali chandani main
kayi baar haal hi main sehlaya tha
aashwon ki motiyan to
ab hi peeroyee gayi thi
nanhi si mehendi si
saji kisi ungliyon ne
humey thama tha
jeevan to bus aaj hi jaga tha
nirjiv sa main to
sadiyon se pada tha
fir kyun khud hi sajaya main aaj
apne hathon se apni chita..
sochta hun
vyakul ho bhagta hun
chadar main pade sharir ko
anekon baar dhyaan se dekhta hun
safed si un chadaron main
anginat si vyatha thi
kaate huey kayi mithya ki dimak thi
lahu luhan huey kayi par ichhaye thi
rakta se saje kayi apechhaye thi
par lobh ne humey kata tha
tuchh si ees shari ko kayi
logon ne banta tha
dekh kar aaj thithoor sa gaya
ruk kar ab main bhi maan gaya
mithya si lipt
jarjar ees sharir ka yahi anjam hai
lakadiyon se saji chita main
dhadak jaane ki sahi anjam hai
par haan aaj jis ne
jeevan ko dikhaya hai
ees janm main nahi to
punar janm main hi,
jeevan ke pane ka
ab ek hath pran banaya hai
aaj saji chita ko maine
swechha se gale lagaya hai..
aaj sab kuch chod main jal jawunga
par kabhi eeswar se
yeh sawal puchhunga
jab thi kuch pal hi khushiyan
nanhi si jholi main
to kyun mujhe yun mili...
chita tak pahunchne ki raah main
dhadak jaaane ke kuch purv main
aaj main apni chita
khud hi saja aya hun
khushiyon ko sharir main fulon sa saja aya hun
jeevent si sharir ko parthiv bana aya hun
aaj main apni chita khud se saja aya hun.....
....... ek dard ke baad 31/10/11
No comments:
Post a Comment
लिखना कभी मेरी चाहत न थी..कोशिश की कभी जुर्रत न थी
शब्दों के कुछ फेर की कोशिश ---यूं कोई सराह गया कि
लिखना अब हमारी लत बन गयी...
-------- दो शब्द ही सही,, आपके शब्द कोई और करिश्मा दिखा जाए--- Leave your comments please.